Saturday, March 20, 2010

oye! meri humsafar !!!


meri humsafar tu hai kahan
kab se dundh raha
har pal tujhe dundhta hun
oo meri humsafar
meri palkein teri hin yaadon main soti
aab to bus teri hin khayalon main khoya hun
aankhon main na chain hai
bus sirf teri yaad hai
tu hin mere rooh main basi hai
har jagah meri palkein tujhe dundhti
tu hai kahan
aab to aaja meri humsafar
tera deewana tujhe dundh raha.......